Monday, 5 November 2012

Kathal ki sabji (Veg. Jackfruit)

Kathal / Jackfruit



Katti hui kathal :-















Ingredients ( Samgri):

  • Jackfruit (kathal) - 500 gms
  • Tomato- 200 gm (3-4 pcs.) puyri
  • Onion - 300 gm (4- 5 pcs.)puyri
  • Cashew nut - 50 gm puyri
  • zinger ( adark ) - copped 1"
  • green chilies - 2 -3 pcs.
  • Hing - 2 pinches
  • Jeera  - half  table spoon
  • Turmeric Powder ( Haldi Powder) - 1/4th table spoon
  • Red Chilli Powder - 1/4th table spoon
  • Garam Masala - 1/4th table spoon
  • Tej patta - 3 se 4 patte
  • Refined Oil  - 3 table spoon
  • Salt - As per taste
  • Green coriander( Hara Dhaniya) - for Garnishing.


 Method ( Vidhi ):


  • Kathal ko katne se pehle haathon aur knief (chaku) me tel laga  lakar hi kate.
  • Kate huye kathal ko cooker me baaf ligye approx. 3 se 4 vissel. 
  • Fir Kadhai me 2 table spoon oil dal kar ubali hui kathal ko bhun le.
  • Bhune huye kathal ko ek pan me khali kar ligye. 
  • Fir kadhai me 2 Table spoon daliye aur garam hone par jeera aur tej patta daliye bhura one par usme adrak aur mirch ka paste dal digye. Fir usme pyaj ki pisi hui puyri dalkar hilaiye 5 min tak pakaiye uske baad usme tomato aur kaju ki pisi hui puyri mila kar achi tarha se pakayein.
  • Usme se halka tel chutne lage to sare masale milaye jaise haildi powder, lal mirch powder, garam masala , namak (salt) as per taste dal kar achi tarha se pakayein . 
  • Akhir me bhune huye kathal ko dal digye aur thoda sa pani dal kar pakayein 5 min le liye.
  • Bas apki kathal ki gravy wali sawadist sabji taiyar hai. el serving bowl me khali kar ligye aur haare dhaniye se (garnish) saja kar garma garam serve kigye.






No comments:

Post a Comment