Friday, 23 November 2012

Kashmiri Dum Aloo


 




 





Ingredients (Samagri) :

  • Potatoes (Alloo) :- 10 to 12 small sized
  • Refined Oil (sarson ka tel ) - Deep Frying (talne k liye) & 1/4 Cup
  • Kashmiri red Chillies : 4- 5 pcs.
  • Dry Ginjer Powder ( sonth) - 1 tsp
  • Fennel powder (saunf powder) - 1 tsp
  • Cloves Powder - a pinch
  • Hing - a pinch
  • Yogrut - 2 cups
  • Garam Masala Powder - 1/2 tsp
  • Haldi Powder - 1/2 tsp
  • Dhaniya (Coriander)Powder - 1/2 tsp
  • Jeera Powder - 1/2 tsp
  • Salt  -as per Taste
  • Green Coriander leaves - For Garnishing

Method :
  • Alloo ko pehle boil kar ligye for usme fork (kante wale spoon) se hole kar ligye our halka sa namak dal digye.
  • Fir ek kadhai (Frying Pan) me tel garam kigye fir usme boiled alloo ko tal ligye halka gloden brown hone tak.
  • Ab ek plate me nikal ligye 
  • Fir kashmiri mirch ko thoda sa pani dal kar mixture me grind kar ligye.
  • Ab ek Bowl me yogrut (dahi) ligye fir usme kashmiri mirch wala mixture, ginjer powder(sonth),
  • Fennel (saunf) powder , haldi powder,  Dhaniya powder sab mix kar ligye.
  • Ek kadhai (pan) me sarson/ mustard oil dal  kar garam kare .
  • usme Cloves / lavang  powder aur hing dal de.
  • Ab usme 1 Cup pani dal digye aur sawad anusar namak bhi aur ubalne (boil ) hone de.
  • Ab Dahi wala jo mixture taiyar kiya tha usse bhi ubalte hue pani me dal digye aur thodi deir tak pakne de.
  • Ek baar Jab Dahi wala mixture me halka sa ubal aa jaye to usme fried kiye huye Aloo dal de,
  • Jab alloo gravy  absorb kar le aur usme se tel alag hone tak pakaye.
  • Ab ek Serving bowl me nikal ligye aur upar se garam masala, jeera powder aur hare dhaniya se saja kar garma garam serve kare.

No comments:

Post a Comment